April 20, 2024
Best Hindi Shayari Dosti Ke Liye

Hindi Shayari Dosti ke Liye (Best 30) | दोस्ती के लिए शायरी

आज मैं आपके लिए पेश कर रहा हूँ Hindi Shayari Dosti Ke Liye (दोस्ती के लिए हिंदी शायरी). आप इन Hindi Shayari Dosti SMS, Friendship Shayari in Hindi को अपने दोस्त के साथ शेयर कर सकते है। आप इन Dosti Shayari Funny को अपने दोस्त के जन्मदिन पर भी Birthday Wishes, Birthday Shayari के तौर पर शेयर कर सकते है।

Best Hindi Shayari Dosti Ke Liye

Best Hindi Shayari Dosti Ke Liye

Hindi Shayari (1)

Muskaan ka koi mol nahi hota,
Kuch rishto ka koi tol nahi hota,
Dost to mil jate hai har raste par,
Lekin har koi aapki tarah anmol nahi hota.

Dosti Shayari (2)

Har pal ki dosti ka irada hai aapse,
Apnapan hi kuch zyada hai aapse,
Saath rahenge aapke umar bhar ke liye,
Hamesha dosti nibhayenge wada hai aapse.

Hindi Shayari (3)

Socha naa tha karenge kisi se dosti,
Naa karenge kisi se wada,
Par kya kare dost mila itna pyara,
Ki karna pada dosti ka wada.

Dosti Shayari (4)

Jindgi me kuch dost close ban gaye,
Koi dil me to koi aankho me bas gaye,
Kuch dost aahista se bichadte chale gaye,
Par jo dil ne naa gaye wo aap ban gaye.

Hindi Shayari (5)

Mangi khushiyan to jindgi de di,
Andhere ne bhi hame raushni de di,
Rab se pucha mere liye kya haseen tohfa hai,
Jawab ne usne aapki dosti de di.

Dosti SMS in Hindi

Dosti Shayari (6)

Wo dil kya jo milne ki dua naa kare,
Tumhe bhoolkar jiu yah khuda naa kre,
Rahe teri dosti meri jindgani bankar,
Yah baat or hai jindgi wafa naa kare.

Hindi Shayari (7)

Gunah karke saja se darte hai,
Pee ke jahar dawa se darte hai,
Dushmano ke sitam ka khauf nahi humko,
Hum to dost ki bewafai se darte hai.

Friendship Shayari (8)

Dosti hai to saanse hai,
Dosti hai to khushiyan hai,
Agar nahi hai dost ka saath,
To aap ek jinda lash hai.

Attitude Shayari in Hindi

Hindi Shayari (9)

Dost ek aisa chor hota hai,
Jo aankho se aansu, Chehre se pareshani,
Dil se mayushi, Jindgi se dard,
Or bas chale to haatho ki lakeero se,
Maut tak chura le.

Dosti Shayari (10)

Takdeer likhne wale ek ahsaan kar de,
Mere dost ki takdeer me ek or muskaan likh de,
Naa mile kabhi dard unko,
Tu chahe to uski kismat me meri jaan likh de.

Friendship Shayari in Hindi

Hindi Shayari Dosti Ke Liye

Hindi Shayari (11)

Kuch log bhool kar bhi bhulaye nahi jaate,
Aitbaar itna hai ki aajmaye nahi jaate,
Ho jaate hai dil me is tarah shamil ki,
Unke khyal dil se mitaye nahi jaate.

Dosti Shayari (12)

Saccha dost wahi hota hai,
Jo hame kabhi girne naa de,
Wo naa kabhi kisi ki najro me girne de,
Naa kabhi kisi ke kadmo me girne de.

Hindi Shayari (13)

Jindgi nahi hame dosto se pyari,
Dosto ke liye jaan haajir hai hamari,
Aankho me aansu hai to kya,
Khud se bhi pyari hai muskaan tumhari.

शेरो शायरी

Dosti Shayari (14)

Aapki hamari dosti suro ka saaj hai,
Aap jaise dost par hame naaj hai,
Ab chahe kuch bhi ho jaye jindgi me,
Dosti waisi hi rahegi jaisi aaj hai.

Hindi Shayari (15)

Aapki dosti hamare suroor ka saaj hai,
Aap jaise dost par hame naaj hai,
Chahe kuch bhi ho jaye,
Dosti waisi hi rahegi jaisi aaj hai.

ज़रूर पढ़ेSad Shayari in Hindi for Life

Friendship Dosti Status in Hindi

Dosti Shayari (16)

Teri dosti me jindgi me tufaan machayenge,
Teri dosti me dil ke armaan sajayenge,
Agar teri dosti jindgi bhar saath de,
To hum dosti me maut ko bhi gale lagayenge.

Hindi Shayari (17)

Bewajah hai tabhi to dosti hai,
Wajah hoti to sajish hoti.

Dosti Shayari (18)

Wada karte hai aapse hamesha dosti nibhayenge,
Kosish yahi rahegi aapko nahi satayenge,
Zarurat kabhi pade to dil se pukaar lena,
Kisi or ke dil me honge to bhi chale aayenge.

Hindi Shayari (19)

Dosti imtehaan nahi vishwas mangti hai,
Najar or kuch nahi dost ka deedar mangti hai,
Ye jindgi aapke liye beshak kuch nahi,
Lekin aapke liye dua hajaar mangti hai.

Dosti Shayari (20)

Wo yaad nahi karte, Hum bhula nahi sakte,
Wo hansa nahi sakte, Hum rula nahi sakte,
Dosti itni khoobsurat hai hamari, Wo hum bata nahi sakte.

Hindi Shayari Dosti Love

Best Hindi Shayari Dosti Ke Liye

Hindi Shayari (21)

Dosti dard nahi khudhiyon ki saugaat hai,
Kisi apne ka jindgi bhar ka saath hai,
Ye dilo ka wo khoobsurat ahsaas hai,
Jiske dum par raushan ye sara kaynaat hai.

Dosti Shayari (22)

Dosti ke liye dil tod sakta hun,
lekin dil ke liye dosti bilkul nahi.

Hindi Shayari (23)

Kabhi kisi ke jajbaato ka majaak naa banana,
Naa jane kon sa dard lekar koi jee raha hoga.

Dosti Shayari (24)

Geet ki zarurat mahfil me hoti hai,
Pyar ki zarurat har dil me hoti hai,
Bina dost ke adhuri hai jindgi,
Kyoki dost ki zarurat har pal me hoti hai.

Hindi Shayari (25)

Kaleje ki baat dikhana hame aata nahi,
Kisi ke dil ko satana hame aata nahi,
Aap sochte hai hum bhool gaye aapko,
Par kuch acche yaaro ko hame bhulana aata nahi.

Dosti Shayari in Hindi

Friendship Shayari (26)

Dosti ka shukriya is tarah ada karu,
Aap bhul bhi jao to main har pal yaad karu,
Khuda ne bas itna sikhaya hai mujhe,
Ki khud se pehle aapke liye dua karu.

Hindi Shayari (27)

Nigaho me or koi dosti ke kabil naa raha,
Is kinaare ka or koi sahil naa raha,
Chand jaisa dost mila hame jameen par,
Asma ka chand bhi ab deedaar ke kabil naa raha.

Dosti Shayari (28)

Jindgi ke tufaano ka sahil hai dosti,
Dil ke armaano ki manjil hai dosti,
Jindgi bhi ban jayegi aapki to jannat,
Agar maut aane tak saath de dosti.

Hindi Shayari (29)

Yaado ke bhavar me ek pal hamara ho,
Khilte chaman me ek gul hamara ho,
Jab yaad kare aap apne dosto ko,
Un namo me bas ek naam hamara ho.

Dosti Shayari (30)

Dosti hoti nahi bhool jaane ke liye,
Dost milte nahi bikhar jaane ke liye,
Dosti karte khush rahoge itna ki,
Zarurat hi nahi padegi aansu bahane ke liye.

पढ़ेHeart Touching Shayari in Hindi

दोस्तों कैसी लगी दोस्ती के लिए शायरी “Hindi Shayari Dosti Ke Liye” हमें बताइए। साथ ही हम भी आपके साथ ऐसे ही दोस्ती बनाये रखना चाहते है। इस पोस्ट Friendship Shayari in Hindi को ज्यादा से ज्यादा शेयर करे।

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *